In this Course, we will Study -
• 12 bhavo ki vyakhya
-1 se 12 bhavo ke karak, rashi, rashi swamiyo ki vyakhya.
- Har bhav se sambandhit vastu aur ristedaro ki vyakhya
• Lal Kitaab Dristiyan
- Lal Kitaab ki har bhav ke hisab se dristiyo ki vyakhya.
- Dristiyo ki takat aur grehon ke apsi mail ki vyakhya.
• Grehon ka Vishleshan aur Mitrata
- Sabhi 7 grehon aur 2 Chaya grehon ki vyakhya
- grehon ki apsi mitrata aur satruta ki vyakhya
• Lal Kitab dasha Nikalna
- Janm samay ke anusar lal kitab dasha nikalne ki vyakhya
- Dasha ke antar me dashao ki vyakhya
• Kismat ka greh Nikalna
-Janm samay ke anusar kismat ka greh nikalne ki vyakhya
-kismat ke greh ka jiwan me yogdan pe charcha.
• 35 sala chakkar
-Lal kitaab dashao ka 35 sala chakkar ki purn vyakhya
-Greho ka samay umra ke anusar par purn vyakhya
• Grehon ke apsi takkar, chot achanak, apsi madad pe purn Charcha.
• Lal kitab Varshfal ki purn vyakhya
-Varshfal banane ke chart par vyakhya
• Pitra Dosh Vyakhya
-Sabhi grehon ke pitra dosh banne wale yogo par purn vyakhya
-Pitra dosh ke upayo par charcha
•Lal Kitaab Farmaan
-Lal kitaab ke farmano pe Purn Charcha aur example de kar har pehlu pe vyakhya
• Live Kundali Example